Wednesday 2 July 2008

Photos of Chitai Golu mandir














Ye photos maine April 2007 mein apni Chitai Golu Ji ke darshan yatra ke dauraan liye the.


5 comments:

sundar said...

Bhagwan aap ko hamesa esi hi sad budhi de jai golu devta

sundar said...

Bahut acha hai
jai ho sab devi devtao ki

keshar said...

jai ho golu devta ki almora dev bhumi hai jha citai golu devta nivash karte hai mai bhi almora ka rahne wala hu or golu dev ke bare achi tarh janta hu

Unknown said...

jai golu devta.sabka bhala karna,
aaj tak jisne bhi aapko yad kiya uske sari paresania dur ho gai ,
please aap bhi ek bar bhagwan golu ke darsan kar ke dekho, agar aapko santi nahi mile to fir batana,
aapki bhagwan golu jarur sunenge.
(JAI GOLU DEVTA)JALDI DARSAN DENA.

Himanshu purohit said...

golu ji aap ki kirpa e mera kaam thik chal rahan hai. aap apni kirpa hamesha ham par banaye rakhana

Himanshu Purohit(dawarahat)ALMORA,UTTARAKHAND.